Khwab Mein Tamatar Dekhne ki Tabeer in Urdu

khwab mein tamatar dekhne ki tabeer in Urdu, , Khwab mein hari mirch dekhna,Khwab mein sabzi dekhna,Khwab mein baingan dekhna, Khwab mein kheera dekhna,Khwab mein lemon dekhna khwab mein aaloo dekhna.

Khwab Mein Tamatar Dekhne ki Tabeer in Urdu

اگر کوئی خواب میں ٹماٹر دیکھا تو یہ رحمت کا باعث ہے ، بیماری سے شفاء پانے .  غم اور دکھ سے نجات ملنے ، رزق میں ازافہ ہونے ، آرام و راحت پانے ، اور اولاد ملنے کی علامت ہے. اسی طرح اگر کوئی خواب میں ٹماٹر کھاتا ہے تو یہ مشکلات دور ہونے ، نعمت و دولت پانے ، عزت حاصل ہونے کی دلیل ہے.  اور اگر یہی خواب شادی شدہ عورت دیکھئے تو حملہ ہونے کی دلیل ہے۔

Hazrat Ibne Seerin R.a ne farmaya hei ke Agar koi khwab mein Kheera dekhta hai. kakri dekhta hei.To daleel hei ke jis aurat ko chta hei us se koi achi bat sune ga.Or agar dekhe ke wo kheera kha rha hei ya kakri kha rha hei to is ka kam jo ye karna chta hei ya dil mein us ka irada rakhta hei to wo is ka kam pora ho ga.Hazrat Jafir Sadeq r,a ne farmaya hei ke. Khwab mein kheera Dekhna 3 waja par hei.1 kam se pachtawa,2 Khusi or aram,3 Doston se faida.

Lemon Dekhna

حضرت دانیال علیہ السلام نے فرمایا ہے كے لیمو اجارچی کسی قدر زَرْد ہوتا ہے لیکن خوشبودار اور خوش ذائقہ ہوتا ہے.  اور دیکھنے میں اچھا ہوتا ہے. اور کہتے ہیں كے جنت كے میوون میں سے ہے. اگر کوئی خواب میں لیمن دیکھے تو اِس کا دیکھنا نیک ہوتا ہے .  اگر کوئی خواب میں 1 یا 2 ، 3 لیمن دیکھے تو اِس کی دلیل بیٹا ہے.  اور اگر بہت سارے لیمن دیکھے تو حلال مال پائے گا۔

Hari Mirch Dekhna

Khwab mein hari mirch dekhna asye maal par dalalat karti hei jis amwal ki hifazat ki jati hei.Agar koi khwab mein mirch ko khta dekhey to wo ziyada pani ya karvi cheez piye ga.ya fazool gam mein mubtala ho ga.or baz hazrat ne kha hei ke mushaqat se maal hasil kare ga.

Sabzi Dekhna

Sabzi ko dekhna Rahmat ki Almat hei.Or bimari seallah pak shifa ata farmein ge.or gam or dukh senijat mile gi.Or agar koi khwab mein sabzi ko bechte hoye dekhe to ye mal o dolat hasil hone.or rahat pane ki alamat hei.khwab mein ubli hoi sabzi dekhna jald hasil hone wale rizq.or nafa bakhs tijarat.or adaye qarz ki alamat hei.

Baingan Dekhna

حضرت ابن سییرین رحمۃاللہ علیہ نے فرمایا ہے كے اگر کوئی خواب میں بینگن كھاتاہے.  موسم میں ہو یا بے موسم . پکا ہوا یا کچہ . تر ہو یا خشک . جس قدر کھائے گا اس قدرغم اور پریشانی پائے گا۔

Aaloo Dekhna

Khwab mein Aaloo dekhna mal o dolat hasil hone or nemat pane Alamat hei.Khwab mein Aaloo khana aram o rahat pane or mal o dolat hath ane ki almat hei. khwab mein Aaloo bechna ya kharidna. karobar mein taraqi hone.or maal o nemat ki alamat hei.

Read Also: Khwab Mein Phal Dekhna Ki Tabeer in Urdu

Leave a Comment