6 September Defence Day Quotes in Urdu, Pakistan Defence Day also called Youm e Difa is celebrated on September 6th. Enjoy these heartfelt quotes in Urdu on the 6th of September Defence Day in Status. Friends This collection of poems is presented to you to mark the occasion of Pakistan Defence Day on September 6. In Pakistan, Defence Day is celebrated on the 6th of September, to show respect to the military of Pakistan. I hope you will enjoy these poems of 6 September Defence Day Poetry in Urdu and send it to your social media buddies to boost morale as never before. Below are some photos from Youm-e-Difa’s poetry in the Urdu Collection.
6 September Defence Day Quotes in Urdu
“Yaqeen, Nazam-o-Zabat, Aur Bay-lous Lagan Kay Sath, Dunya Ki Esi Koe Cheez Nahi Jou Hasil Na Ki Ja Sakay.” Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah
Hamara Dushman Hai Buzdil Jou Karta Hai Bharosa Sazishon Par
Hum Who sar Phiray Hain Jou Takranay Ka Hunar Jantay Hain
Sheedon Ki Zameen Hain Yeah Jisay Pakistan Kehtay Hain
Yeah Banjar Ho Ker Bhi Buzdil Kabhi Paida Nahi Kerti
Quaid-e-Azam Ne Farmae, “Umeed Axhay Kay Lea Rakho Lakin Tairi Buray Halat Kay Hisab Say Kro.”
Na Tou Zameen Kay Lea Hai Na Asman Kay Lea
Jahan Hai Teray Lea, Tou Nahi Jahan Kay Lea
Aukat Nahi Ankh Say Ankh Milanay Ki
Aur Log Nam Mitanay Ki Baat Kertay Hain
“Duniya Ki Esi Koe Taqat Nahi Jou Pakistani Ko Khatam Kar Sakay.” Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah
Mertay Hain Uthay Hain Par Jhukaty Nahi
Ay Meray Watan Teray Yeah Laal Kabhi Biktay Nahi
Sada Watan Ki Haar Ik Sarhad Par Goonjti Hai,
Utho Ke Tum Ko Watan Ki Miti Pukarti Hai…
Ay Rah-E-Haq K Shaheedo
Wafa Ki Tsvero
Tmhain Watan Ki Hawain
Salam Kehti Hn.
چاۓ پینی تھی جنہیں پینسٹھ کے ستمبر میں، انھیں فروری کی چاۓ ہمیشہ یاد رہے گی۔ بن بلاۓ مہمانوں کو گراتے ہیں کہاں پر، ہماری مہمان نوازی حرف با حرف یاد رہے گی۔
تمھیں لگتا ہے کہ نیاموں میں رکھوں گا تلوار
اس امت کی ماؤں نے ابھی بزدل نہیں پالے
تم نے میرے وطن پر اگر نگاہ بھی ڈالی
تو بھیانک موت کے آنکھوں پر سجا دوں گا میں تالے۔
خدا کے نام پر کٹنے کی لذت کیا بتاؤں میں
سبھی دیکھیں گے جنت میں جوانی خوبرو میری۔